Maimaar E Arze Karbobala

preview_player
Показать описание
MUKHTAR HUSSAIN FATHEPURI - JASHAN E EID E GHADEER @ AL MEHDI CENTER BAKERSFIELD CALIFORNIA 16TH. OCT.
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Me'maare e arze Karbobala
main Hussain hu....x2

Naukar bani hain jiski qaza
Main Hussain hu ....x2

Me'maare e arze Karbobala
Main Hussain hu

Is pure kayenat me Shabbir ke siwa
Guzre bohot waziro nabi aali martaba
Lekin koi yeh keh na saka
Main Hussain hu....x2

Me'maare e arze Karbobala
Main Hussain hu

Rahib ke saat bete to mamuli baat hain
Mere toh ikhtiyar me kul kayenat hain
Jo chahu jisko kardu ata
Main hussain hu

Me'maare e arze Karbobala
Main Hussain hu....x2

Mere liye nabi ne jo sajda badha diya
Khaliq se maine wada usi waqt kar diya
Karza utar duga tera
Main Hussain hu

Me'maare e arze Karbobala
Main Hussain hu

Waqif nahi hain woh mere jaho jalaal se
Bay'at talab hain Fatema Zehra ke laal se
Shayad yazeed bhul gaya
Main Hussain hu...x2

Me'maare e arze Karbobala
Main Hussain hu

Deedar ka tha shauk jo khudko gira diya
Maula ne haath thaam ke bacche se yeh kaha
Uthja Habib uthke bata
Main Hussain hu...x2

Me'maare e arze Karbobala
Main Hussain hu

Chamke hain mere noor se zarre zameen ke
Tum kya bataoge mujhe kaanoon deen ke
Islam mere ghar me pala
Main Hussain hu...x2

Me'maare e arze Karbobala
Main Hussain hu

Tum jante nahi ho hum ibne Batool hain
Yeh chaand taare sab mere qadmon ki dhool hain
Suraj hain mere ghar ka diya
Main Hussain hu...x2

Me'maare e arze Karbobala
Main Hussain hu

Ek din me akse faatah e khaybar bana diya
Lori me kya Hussain ne unko suna diya
Asgar bhi ran me kehne laga
Main Hussain hu....x2

Me'maare e arze Karbobala
Main Hussain hu

Tu maatami hain mera mujhe bhi hain yeh khabar
Lekin mere amal pe takallum amal bhi kar
Fir baksh duga teri khata
Main Hussain

Me'maare e arze Karbobala
Main Hussain hu

RahatAli-xiob
Автор

Ma Sha Allah skoOn a gya sun kr mOla salmat rkhy

fatimanaqvi
Автор

Manqabat: Me'maare e arze Karbobala
Recited By: Mukhtar Hussain
Lyrics By: Syed Ramish ul Hassan Rizvi(admin)

Main Hussain Hu (3)
Me'maare e arze Karbobala
main Hussain hu.. (2)

Naukar bani hain jiski qaza
Main Hussain hu ....x2

Me'maare e arze Karbobala
Main Hussain hu

✔️ Is pure kainat me Shabbir ke siwa
Guzre bohot waziro nabi aali martaba
Lekin koi yeh keh na saka
Main Hussain hu....x2

Me'maare e arze Karbobala
Main Hussain hu

✔️ Rahib ke saat bete to mamuli baat hain
Mere toh ikhtiyar me kul kainat hain
Jo chahu jise kardu ata
Main hussain hu

Me'maare e arze Karbobala
Main Hussain hu....x2

Mere liye nabi ne jo sajda barha diya
Khaliq se maine wada usi waqt kar diya
Karza utar duga tera
Main Hussain hu

Me'maare e arze Karbobala
Main Hussain hu

Waqif nahi hain woh mere jaho jalaal se
Bay'at talab hain Fatema Zehra ke laal se
Shayad yazeed bhul gaya
Main Hussain hu...x2

Me'maare e arze Karbobala
Main Hussain hu

Deedar ka tha shauk jo khudko luta diya
Maula ne haath thaam ke bachon se yeh kaha
Uthja Habib uthke bata
Main Hussain hu...x2

Me'maare e arze Karbobala
Main Hussain hu

✔️ Chamke hain mere noor se zarre zameen ke
Tum kya bataoge mujhe kaanoon deen ke
Islam mere ghar me pala
Main Hussain hu...x2

Me'maare e arze Karbobala
Main Hussain hu

✔️ Tum jante nahi ho hum ibne Batool hain
Yeh chaand taare sab mere qadmon ki dhool hain
Suraj hain mere ghar ka diya
Main Hussain hu...x2

Me'maare e arze Karbobala
Main Hussain hu

✔️ Ek din me akse faatah e khaybar bana diya
Lori me kya Hussain ne unko suna diya
Asgar bhi ran me kehne laga
Main Hussain hu....x2

Me'maare e arze Karbobala
Main Hussain hu

Tu maatami hain mera mujhe bhi hain yeh khabar
Lekin mere amal pe takallum amal bhi kar
Fir baksh duga teri khata
Main Hussain

Me'maare e arze Karbobala
Main Hussain hhu.. (2l

nuzhatbatool
Автор

Manqabat: Me'maare e arze Karbobala
Recited By: Mukhtar Hussain
Lyrics By: Syed Ramish ul Hassan Rizvi(admin)

Main Hussain Hu (3)
Me'maare e arze Karbobala
main Hussain hu.. (2)

Naukar bani hain jiski qaza
Main Hussain hu ....x2

Me'maare e arze Karbobala
Main Hussain hu

Is pure kainat me Shabbir ke siwa
Guzre bohot waziro nabi aali martaba
Lekin koi yeh keh na saka
Main Hussain hu....x2

Me'maare e arze Karbobala
Main Hussain hu

Rahib ke saat bete to mamuli baat hain
Mere toh ikhtiyar me kul kainat hain
Jo chahu jisko kardu ata
Main hussain hu

Me'maare e arze Karbobala
Main Hussain hu....x2

Mere liye nabi ne jo sajda badha diya
Khaliq se maine wada usi waqt kar diya
Karza utar duga tera
Main Hussain hu

Me'maare e arze Karbobala
Main Hussain hu

Waqif nahi hain woh mere jaho jalaal se
Bay'at talab hain Fatema Zehra ke laal se
Shayad yazeed bhul gaya
Main Hussain hu...x2

Me'maare e arze Karbobala
Main Hussain hu

Deedar ka tha shauk jo khudko leta diya
Maula ne haath thaam ke bacche se yeh kaha
Uthja Habib uthke bata
Main Hussain hu...x2

Me'maare e arze Karbobala
Main Hussain hu

Chamke hain mere noor se zarre zameen ke
Tum kya bataoge mujhe kaanoon deen ke
Islam mere ghar me pala
Main Hussain hu...x2

Me'maare e arze Karbobala
Main Hussain hu

Tum jante nahi ho hum ibne Batool hain
Yeh chaand taare sab mere qadmon ki dhool hain
Suraj hain mere ghar ka diya
Main Hussain hu...x2

Me'maare e arze Karbobala
Main Hussain hu

Ek din me akse faatah e khaybar bana diya
Lori me kya Hussain ne unko suna diya
Asgar bhi ran me kehne laga
Main Hussain hu....x2

Me'maare e arze Karbobala
Main Hussain hu

Tu maatami hain mera mujhe bhi hain yeh khabar
Lekin mere amal pe takallum amal bhi kar
Fir baksh duga teri khata
Main Hussain

Me'maare e arze Karbobala
Main Hussain hhu.. (2l

aali