Shilpa Shetty Talking About Divya Bharti

preview_player
Показать описание

Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Divya bharti ji ko kitni filme mil rahi thi..agar woh hoti to asli barood bnakar baki heroines ko faud dalti..

rohitraina
Автор

Look at Anil Kapoor's reaction.. (shocked)

Mashhood
Автор

Divya bharti ki death se bohot actresses ka career bana hai

niharikasingh
Автор

Divyaji Was So Talented Actress We Miss You Mam ❤❤❤❤❤❤

SugamPaneru
Автор

Agar Divya bharti hoti toh saari actress ka naam a nishan hi naa hota😭

agaming
Автор

Divya bharti jaisi pyari heroine mene aaj tak nahi dekhi

SadabahaarKhushbu
Автор

Isse hi pta chlta hai ki divya bharti ki career kitni tezi se chl rhi thi aur sare director producer sirf divya bharti ko hi sign kar rahe the agar divya bharti hoti to baki heroines ka career down ho jata

Riya
Автор

Legendary actress Divya Bharati Jitna Bhi kam Kiya super talented🎉🎉🎉

amandeep
Автор

Harsh bhai aap kaha -kaha se laate ho video hatts of you bhai

avinashbijlani
Автор

Divya bharti movies vijay path, dilwale, dhanwan, jigar, hulchul, ladla, angrakshak, bajrang, do kadam, mohra, andolan, aag, rang, darr movie me juhi chawla se replace karwa diya tha amira Khan ne.south movie chintamani aur venketesh ke sath rampur ka raja jisme last portion rambha ne kiya lagbhag 20+ movies ushne sign ki huyi thi, 90s ki jitni bhi safal heroines ki jholi me hit movie hai sab divya ki den hai agar hadsa na hua hota tho jitni bhi heroines ne in movie me kaam kiya aur naam kamaya sare ke sare divya ke naam hote, divya bharti ne ek sath jitni filme sign ki huyi thi utna na kisi ne pahle ki huyi thi aur na aaztak kisi ne kiya hai. Miss you divya aap meri favourite thi hai aur hamesh rahengi.

pammikachhap
Автор

Divya Bharti was cast in Laadla, Mohra, Dilwale, Vijaypath, Hulchul, Andolan, Kartavya, Angrakshak, Aag or un dino mai Aditya Chopra kahani likh raha tha "Dilwale Dulhania Le Jayenge" ki or Aditya ka plan tha Divya ko cast karna. Divya ki death ke bad Kajol ko cast kiya gya tha.

nasirisrarhussain
Автор

Divya bharti ki jhootan se kitno ka carriar bangaya

ShahzadKhan-jsfd
Автор

Look at anil reaction when he listens divya mam name 😭💟

zainulabdin
Автор

Miss you Divya Bharti 😭😔💔⭐👑😭😔💔⭐👑😭💔⭐👑😭😔💔⭐👑😭😔💔⭐

harphajasingh
Автор

Divya bharti bhoat si actresses ka career bana gayi....such a talented

jyotisisodia
Автор

Aaj pehli bar pata chala ki film' AAG' main Divya Bharti ko cast kiya tha.

dineshs
Автор

Divya Bharti did 12 movies in the span of 12 years. Seems like many other actresses got work because of her demise.

amala
Автор

Divya bharti ka naam sunkar anil kapoor ne kaise react kaisa kiya

sonidubey
Автор

Divya Bharti ki har movie blockbuster jaa rhi thi. Her career was at peak. Koi aaspaas bhi nhi tha. But suddenly she died. Ye baat hajam nhi hoti. How someone accidentally fall from building.

MysticalMoments-sh
Автор

Divya bharti ki jegha Aaj bhi koi herion nhi le skti

ramsinghjamwal