Ye Jo Halka Halka Original Song by Nusrat Fateh Ali Khan - Full Song with Lyrics Romantic Qawwali

preview_player
Показать описание
Ye Jo Halka Halka Original Song by Nusrat Fateh Ali Khan - Romantic Sad Song - Musical Maestros

Song Name : - Ye Jo Halka Halka Suroor Hai
Singer Name :- Nusrat Fateh Ali Khan
Vendor :- Nupur

Enjoy listening to this super hit romantic sad song Ye Jo Halka Halka sung by Nusrat Fateh Ali Khan in his melodious vocie and have a great musical time.

Nusrat Fateh Ali Khan is known as primarily a singer of Qawwali, the devotional music of the Sufis. He is popularly known as Shahenshah-e-Qawwali. Today his nephew Rahat Fateh Ali Khan ais also a famous singer. Nusrat, considered to be one of the most important qawwals in history, received the President of Pakistan's Award for Pride of Performance for his contribution to Pakistani music.

#nusratfatehalikhan #pakistanisongs #ghazal #bewafasongs #dillagi #pakistanisongs #sadsongs #pakistanisadsongs #Qawwali #Sufisongs #rahatfatehalikhan #yehjohalkahalka

Ye jo halka halka suroor hai
Ye jo halka halka suroor hai
Yeh teri nazar ka kusoor hai
Ke sharaab peena sikha diya

Ye jo halka halka suroor hai
Ye teri nazar ka kusoor hai
Ke sharaab peena sikha diya
Tere pyaar ne teri chaah ne
Teri behki behki nigaah ne
Mujhe ek sharaabi bana diya
k sharab peena sikha diya

Sharaab kaisi, Khumaar kaisa
Yeh sab tumhari nawazishen hain
Pilayi hai kiss nazar se tu ne
Keh mujh ko apni khabar nahin hai
Tere pyaar ne teri chah ne Teri behki behki nigaah ne mujhe sharabi bana diya....k sharab peena sikha diya

Sara jahan mast Jahan ka nizam mast
Sara jahan mast Jahan ka nizam mast
Tum mast sheesha mast sab mast jaam mast
Tum mast sheesha mast sab mast jaam mast
Din mast raat mast Sahr mast shaam mast
Din mast raat mast Sahr mast shaam mast
Yun to saaqi har tarha ki tere maikhane mein hai
Yun to saaqi har tarha ki tere maikhane mein hai
A woh bhi thori si..
A woh bhi thori si jo in aankhon ke paimaanay mein hai
Sab samajhta hoon teri ishvaagari ai saki
Kaam karti hai nazar, naam hai maikhane ka
Teri behki behki...

Tera piyaar hai meri zindagi
Bus meri zindagi tera pyaar hai
BUs meri zindagi tera pyaar hai

Na namaaz aati hai mujh ko na wuzu aata hai
Sajda kar leta hoon jab saamnay tu aata hai
Bus meri zindagi...Tera piyaar hai
Bus meri zindagi tera pyaar hai
Meri Meri Meri
Bus meri zindagi tera pyaar hai
Haan meri zindagi Teri yaad Hai
Meri Badagi

Jo teri khushi woh meri khushi
Jo teri khushi woh meri khushi
Ye mere junoon ka hai mojza
Ye mere junoon ka hai mojza
Jahan apne sar ko jhuka diya
Wahan mein ne kaaba bana diya

Mere baad kiss ko sataao ge
Mere baad kiss ko sataao ge

Mein ne un ke saamne awwal-to-khanjar rakh diya
Phir kaleja rakh diya dil rakh diya sar rakh diya
aur arz kiya mere bad kisko sataao ge
Mujhe kis tarha se mitaao ge
Kahan ja ke teeri chalaao ge
Meri doosti ki balaayen lo
Mujhe haath utha kar duaaein do
Tumhein ek kaatil bana diya

Ye jo halka halka suroor hai
Yeh teri nazar ka kusoor hai
Ke sharaab peena sikha diya

Ye jo halka halka suroor hai
Yeh teri nazar ka kusoor hai
Ke sharaab peena sikha diya

For the latest Ghazal, Sufi, Qawwali, Love Songs & Sad Songs from popular artist,
From the latest Bollywood songs to the oldest,
Like, Comment and Share this video with everyone you love.
Connect with us on:-

Sign up for Free and get daily updates on New Videos, exclusive Web Shows, contests & much more

Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

'सरहदे' होंगी कागजोपर
दिलो में कहासे होगी नफरत
'सारी हदे' पार कर दिल को छूँ जाए
ये तो फरिश्तों की आवाज हैं नुसरत!
Lots of love from Hindustan❤️

prasadkulkarni
Автор

"Sharab kaisi, khumar
What a words, Favorite lines...

vaibhavsupekar
Автор

Ye Halka Nahi Bahut Gehra Saroor He Jo Aaj Tak Chada Hua He ..Hats Off To The Legend ❤Nusrat Sahab ❤

rajeevrajamusic
Автор

इस गाने को अब तक हजारों कलाकारों ने गाया मगर उस्ताद एक ही थे और एक ही रहेंगे नुसरत फतेह अली खान साहेब❤️❤️❤️❤️

Puran_Meghvanshi
Автор

Nusrat sahab was a legend, love from 🇮🇳

sportyindiaclub
Автор

Pakistan should have to proud that a legend like Nusrat Fateh Ali Khan, who is not only popular in Pakistan but also in India😍😍😍♥️♥️♥️
Legends Never die
Big fan of Nusrat Fateh Ali Khan from India🇮🇳

sejal
Автор

5 September ko kon kon sun raha hai ❤❤😊 Masterpiec

kritikakumari
Автор

On moonlit nights, sitting in the balcony, sipping Old Monk 🥃 and reminiscing the happy and sad memories of life with such classic songs playing in the background, I think it's enough to boost my mental health ! 🔥

Aman-etrq
Автор

Din dal jayega, sal badal jayega, yug beet jeyega per ustad apke jaisa koi dusra nahi milega

nikhileshkumar
Автор

Kids : Break up songs.
Mens : Cigarette.
Adults : Alcohol.
Legends : Ustaad Nfak Sahab ❤️

faizannagori
Автор

Waqt भी ठहर जाता है, इनकी आवाज सुनकर ❤❤
ऐसा लगता है पहली बार सुना है ye Qawwali पर काफी टाइम सुना है ❤❤

Alishahwaris
Автор

No BMW
No gucci
No stylish clothes
Still baap of all singers 🙌🏻💯❤️💯

shubhambhingardive
Автор

There is no need of drugs, when we have a nursat Fateh Ali Khan song,
We love you so much...

shakuntalachhotu
Автор

kon kon he jisko ye sunke santi milti he.. ustad ji aap to mahaan he😊😊😊😊....

jonysharma
Автор

Goosebumps 5:40-6:20 🔥🔥🙌🙌 Ustad Ji 🙌🙌🙌♥️♥️♥️♥️

shahbazpathan
Автор

Aaj fir wahi samay, wahi rasta, wahi mausam, wahi baatein, yaad aa gai ye Qawwali sun kr

dharmindersingh
Автор

When he said "Tere pyaar ne, Teri chah ne, Teri beheki nigahon ne "... I lost my heart...instantly❤❤

paragjyotidas
Автор

ऐसी क्या दीवानगी दे गए उस्ताद जी के हमे दीवाना बना दिया इतनी भी क्या जल्दी थी कि हम आपको पहचानने में देर करवा दिया अभी तो आपको दिल से लगा के सुन ही सुनने लगे थे कि आप 90s वालो को रुला के चले गए😢

chandrabhanugamad
Автор

ये जन्नत की आवाज है। यह आवाज देश, धर्म, सम्प्रदाय और रुढिवादिता से परे है ।यही इस कायनात को नुसरत साहब की देन है।मै नुसरत साहब और उनके संगीत को दिल से चाहता हूँ और प्यार करता हूँ। This is Voice of paradise .This voice is beyond country, religion, sect and orthodoxy.This is contribution of Nusarat Fateh Ali Khan Saheb to the world and I like the music of Nusarat Ali Khan and love him.

anandkumarsingh
Автор

"bada pachtaoge" is temporary but
"mere baad kisko sataoge" is permanent💕

anaya_