Ayyam e Fatmiyah Noha 2023 | Kyun Chor Jati Hai Maa | Syed Raza Abbas Zaidi | Bibi Fatima Noha 2022

preview_player
Показать описание
♠ BismiAllah ♠
Ayyam e Fatmiyah Noha 2023 | Kyun Chor Jati Hai Maa | Syed Raza Abbas Zaidi | Bibi Fatima Noha 2022
Recited By | Syed Raza Abbas Zaidi
Kalam | Kyun Chor Jati Hai Maa
Poetry By | Janab Zeeshan Abidi
Composition | Syed Raza Abbas Zaidi
Chorus | Rajab Ali Khan , Syed Raza Abbas Zaidi
Subtitles | Akber Jaffri (USA)
Label | RAZ Records
Digital Partner | MobiTising
Audio Recording | Owais Qurashi
Audio Mixing | Omer Qurashi ODS Karachi
Video | Ali Arman TNA Production
Cover Design By | Yawer Abbas Damani
-----------------------------------------------
#kyunchorjatihaimaa #nohay2023 #syedrazaabbaszaidi #ayyamefatmiyah
-----------------------------------------------
Noha Lyrics
گرچکا در فاطمہؑ پر
اب ہےزخمی محمدؐ کی بیٹی
ہائےاک دن سرجھکائے
اپنےحجرےمیں بیٹھی ہوئی تھی
پھر حُسینؑ آکے اماں سے کہنے لگے
آنکھ میں کیوں ہیں آنسو بتاؤ مجھے
فاطمہؑ نے کہا میرے نورِ نظر
آج اماں کی یاد آرہی ہے مجھے
سنکے ماں کی صدا دل تڑپنے لگا
روکے شبیرؑ نے فاطمہؑ سے کہا

کیوں چھوڑ جاتی ہے ماں

اُنگلی پکڑ کے چلایا
سینے سے تم نے لگایا
ان تین سالوں میں اماں
تم نے بہت کچھ سکھایا
ماں سے بچھڑکے جیتے ہیں کیسے کیا یہ سکھاتی ہے ماں
کیوں چھوڑ جاتی ہے ماں

دروازہ جب سے گرا ہے
پہلو شکستہ ہوا ہے
ٹوٹیں ہوئی پسلیاں ہیں
شبیرؑ سب جانتا ہے
تکلیف میں ہوں بچوں کو اپنے کب یہ بتاتی ہے ماں
کیوں چھوڑ جاتی ہے ماں

اِس فکر میں جاگ جانا
پیاسہ نہ ہو میرا بیٹا
احساس ہے مجھکو اماں
کیا پیار ہوتا ہے ماں کا
راتوں کو اُٹھ کر بیٹے کو اپنے پانی پلاتی ہے ماں

قصہ مجھے ایک ماں کا
بھیا حسنؑ نے سنایا
بیٹا وہیں سامنے تھا
جب ماں نے کھایا طمانچہ
اب اپنے گھر میں بیٹوں سے اپنا چہرا چھپاتی ہے ماں
کیوں چھوڑ جاتی ہے ماں

جب سے لگا تازیانہ
مشکل تھا مجھکو سلانا
جب ہاتھ دیکھا تمہارا
تب جاکے میں نے یہ جانا
ہوں ہاتھ زخمی پھر بھی تھپک کر لوری سناتی ہے ماں

شبیرؑ نے پھر صدا دی
کیا چھوڑ جاؤگی تم بھی
کیوں ایسا کہتی ہو اماں
رہتی نہیں ماں کسی کی
اچھا بتاؤ کیا دور جاکے پھر لوٹ آتی ہے ماں
کیوں چھوڑ جاتی ہے ماں

ماں نے کہا پھر یہ شبیرؑ سے
ہر ماں تو آتی نہیں لوٹ کے
اے میرے دل میرے نورِ نظر
زہراؑ کا اب تم سے وعدہ ہے یہ
جب تم بلاؤگے آئیگی ماں
سینے سے تمکو لگائیگی ماں

اک روز ایسا بھی آیا
تھا فاطمہؑ کا جنازہ
رُخ سے کفن جب ہٹایا
شبیرؑ نے ماں سے پوچھا
زیرِ کفن بھی آواز سنکر آنسو بہاتی ہے ماں
کیوں چھوڑ جاتی ہے ماں

بن ماں کے بچوں سے آکے
جب حال پوچھا علیؑ نے
ہائے رضا اور ذیشاں
شبیرؑ رو روکے بولے
اے باباگھرمیں لگتانہیں دل جب یاد آتی ہے ماں
-----------------------------------------------
Maa Maa Hoti Hai

➽ Wasiyat e Zehra Aur Hussain

➽ Mushkil Ko Meri Hal Karo Mushkil Kusha Ali

➽ Sultan e Karbala Ke Mehmaan

➽ Karbala Yaad Bohat Aati Hai

➽ Ali Pasand Hai Mujhe

➽ Mere Haider Ki Baat Alag Hai

➽ Nohay 2019
Arzoo e Azadar

➽ Dil Karbala Main Reh Gaya

➽ Nohay 2022 Playlist

➽ Nohay 2022 Playlist

➽ Nohay 2020 Playlist

➽ Nohay 2019 Playlist

➽ Nohay 2018 Playlist
----------------------------------------------
➽ Follow on Facebook
➽ Subscribe Youtube Channel
➽ Follow on Instagram
➽ Follow on Twitter
➽ Follow on TikTok
➽ Follow on Dailymotion
➽ Follow on SoundCloud
-----------------------------------------------
Copyright strictly prohibited
© Copyright Information:
• All Rights of Nauhas, artwork, logo, audio & video are reserved by RAZ Records
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Mera salam ho Bibi Fatima zehra pe😭😭😭😭😭😭😭😭🙏🙏🙏😭😭😭😭😭😭😭😭

AliAbbas-syr
Автор

یااللہ سب کے ماں باپ کو صحت اور لمبی زندگی عطا فرما

AnimalsInfo
Автор

JazakAllaho khair... Purdard nauha... Jio matami... Bibi razi ho jaye...

abbasnayani
Автор

Ae baba gher m lagta nhi dil jab yaad aati h maa😢😢😢😢

NishaNisha-suum
Автор

ایک روز ایسا بھی آیا تھا فاطمہ کا جنازہ 🥺

Alinasirofficial_
Автор

محمد صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم و آلِ محمد صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کی پاک بیبیوں کو ہاتھ جوڑ کر جھک کر میرا سلام❤❤❤❤❤

rksteels
Автор

Kya guzri hogi bin maa ke baccho par 😢😢😢🥺🥺🥺😢🥺🥺😢💔💔💔💔💔

taslimsayyad
Автор

بہت رویا یہ سُن کر😭💔 مولا ع کریم جن کی مائیں حیات ہیں اُنہیں صحت و تندرستی والی لمبی زندگی دیں ، جن کی مائیں اس دُنیا میں نہیں رہیں اُنکے درجات بلند فرمائے. 🤲

shayanraza
Автор

This Line 💔
اے بابا گھر میں لگتا نہیں دل جب یاد آتی ہے ماں

arslanhaider
Автор

میں نوکر میں نوکر محمد صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم و آلِ محمد صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کے در کا انشاء اللہ تعالیٰ 😭

rksteels
Автор

Lyrics:

Gir Chuka Dar Fatima Par.
Ab Hai Zakhmi Muhammad Ki Beti.

Haye Ik Din Sar Jhukaye.
Apne Hujray Mein Bethi Hoi Thi.

Phir Hussain Aa Ke Amma Se Kehne Lagay.
Aankh Mein Kyun Hain Aanso Batao Mujhe.

Fatima Ne Kaha Mere Noor-e-Nazar.
Aaj Amma Ki Yaad Aa Rahi Hai Mujhe.

Sun Ke Maa Ki Sada Dil Tarapney Laga.
Ro Ke Shabeer Ne Fatima Se Kaha.

Kyun Chor Jati Hai Maa.



Ungli Pakar Ke Chalaya Seene Se Tum Ne Lagaya.
Inn Teen Saloon Mein Amma Tum Ne Bohat Kuch Sikhaya.
Maa Se Bichar Ke Jeetay Hain Kaisay Kya Yeh Sikhati Hai Maa.

Darwaza Jab Se Gira Hai Pehlu Shikasta Howa Hai.
Totein Hoi Pasliyaan Hain Shabeer Sab Janta Hai.
Takleef Mein Hoon Bachoon Ko Apne Kab Yeh Batati Hai Maa.

Iss Fikar Mein Jaag Jana Pyasa Na Ho Mera Beta.
Ahsas Hai Mujh Ko Amma Kya Pyar Hota Hai Maa Ka.
Raton Ko Uth Kar Betay Ko Apne Pani Pilati Hai Maa.

Qissa Mujhe Aik Maa Ka Bhaiyya Hasan Ne Sunaya.
Beta Wahin Samne Tha Jab Maa Ne Khaya Tamacha.
Ab Apne Ghar Mein Beton Se Apna Chehra Chupati Hai Maa.

Jab Se Laga Taziyana Mushkil Tha Mujh Ko Sulana.
Jab Hath Dekha Tumhara Tab Ja Ke Main Ne Yeh Jana.
Hoon Hath Zakhmi Phir Bhi Thapak Kar Lori Sunati Hai Maa.

Shabeer Ne Phir Sada Di Kya Chor Jao Gi Tum Bhi.
Kyun Aisa Kehti Ho Amma Rehti Nahi Maa Kissi Ki.
Acha Batao Kya Door Ja Ke Phir Laut Aati Hai Maa.


Maa Ne Kaha Phir Yeh Shabeer Se Har Maa Tu Aati Nahi Laut Ke.
Aye Mere Dil Mere Noor-e-Nazar Zahra Ka Ab Tum Se Wadah Hai Yeh.
Jab Tum Bulao Gay Aaye Gi Maa Seene Se Tum Ko Lagaye Gi Maa.

Ik Roz Aisa Bhi Aaya Tha Fatima Ka Janaza.
Rukh Se Kafan Jab Hataya Shabeer Ne Maa Se Pocha.
Zair-e-Kafan Bhi Aawaz Sun Kar Aanso Bahati Hai Maa.

Bin Maa Ke Bachoon Se Aa Ke Jab Haal Pocha Ali Ne.
Haye :RAZA: Our :ZEESHAAN: Shabeer Ro Ro Ke Bolay.
Aye Baba Ghar Mein Lagta Nahi Dil Jab Yaad Aati Hai Maa.

amathul
Автор

اَشْھَدُ اَنَّا فَاطِمَةَ الزَّهْرَا اَلصِّدِّیٍقَةُ الْکُبْرَیٰ"
میں گواہی دیتی ہوں
فاطمه (س) کائنات کی سب سے سچی خاتون ہیں..!!
#ایام_فاطمیه_س 🥀

ujalanaqvi
Автор

Allah hum sabki valeed valdaa ko lambi umar ata farmaye 🤲🏻❤️

MkSayal
Автор

Kyu chhod jati hai maa
Maa maa hoti hai unki jagha koi nhi le sakta 😢😢😢

MiddoAbbas
Автор

Allah pak bibi fatima s.a k sadqay meri ammi abu ka saya humare sar pe hamesha salamat rakhy..aaammmeeennn🙏🏻🙏🏻🙏🏻

NOON-Closet
Автор

Gir Chuka Dar Fatima Par
Ab Hai Zakhmi Muhammad Ki Beti
Haye Ik Din Sar Jhukaye
Apne Hujray Mein Bethi Hoi Thi

Phir Hussain Aa Ke Amma Se Kehne Lagay
Aankh Mein Kyun Hain Aanso Batao Mujhe
Fatima Ne Kaha Mere NooreNazar
Aaj Amma Ki Yaad Aa Rahi Hai Mujhe

Sun Ke Maa Ki Sada Dil Tarapney Laga
Ro Ke Shabeer Ne Fatima Se Kaha

Kyun Chor Jati Hai Maa

Ungli Pakar Ke Chalaya Seene Se Tum Ne Lagaya
Inn Teen Saloon Mein Amma Tum Ne Bohat Kuch Sikhaya
Maa Se Bichar Ke Jeetay Hain Kaisay Kya Yeh Sikhati Hai Maa
Kyun Chor Jati Hai Maa

Darwaza Jab Se Gira Hai Pehlu Shikasta Howa Hai
Totein Hoi Pasliyaan Hain Shabeer Sab Janta Hai
Takleef Mein Hoon Bachoon Ko Apne Kab Yeh Batati Hai Maa
Kyun Chor Jati Hai Maa

Iss Fikar Mein Jaag Jana Pyasa Na Ho Mera Beta
Ahsas Hai Mujh Ko Amma Kya Pyar Hota Hai Maa Ka
Raton Ko Uth Kar Betay Ko Apne Pani Pilati Hai Maa
Kyun Chor Jati Hai Maa

Qissa Mujhe Aik Maa Ka Bhaiyya Hasan Ne Sunaya
Beta Wahin Samne Tha Jab Maa Ne Khaya Tamacha
Ab Apne Ghar Mein Beton Se Apna Chehra Chupati Hai Maa
Kyun Chor Jati Hai Maa

Jab Se Laga Taziyana Mushkil Tha Mujh Ko Sulana
Jab Hath Dekha Tumhara Tab Ja Ke Main Ne Yeh Jana
Hoon Hath Zakhmi Phir Bhi Thapak Kar Lori Sunati Hai Maa
Kyun Chor Jati Hai Maa

Shabeer Ne Phir Sada Di Kya Chor Jao Gi Tum Bhi
Kyun Aisa Kehti Ho Amma Rehti Nahi Maa Kissi Ki
Acha Batao Kya Door Ja Ke Phir Laut Aati Hai Maa
Kyun Chor Jati Hai Maa

Maa Ne Kaha Phir Yeh Shabeer Se Har Maa Tu Aati Nahi Laut Ke
Aye Mere Dil Mere NooreNazar Zahra Ka Ab Tum Se Wadah Hai Yeh
Jab Tum Bulao Gay Aaye Gi Maa Seene Se Tum Ko Lagaye Gi Maa
Kyun Chor Jati Hai Maa

Ik Roz Aisa Bhi Aaya Tha Fatima Ka Janaza
Rukh Se Kafan Jab Hataya Shabeer Ne Maa Se Pocha
ZaireKafan Bhi Aawaz Sun Kar Aanso Bahati Hai Maa
Kyun Chor Jati Hai Maa

Bin Maa Ke Bachoon Se Aa Ke Jab Haal Pocha Ali Ne
Haye Raza Our Zeeshan Shabeer Ro Ro Ke Bolay
Aye Baba Ghar Mein Lagta Nahi Dil Jab Yaad Aati Hai Maa
Kyun Chor Jati Hai Maa

RizwanAli-hkyx
Автор

Dil phat rha hai ye kalaam sunkr B's dam hi nhi nikal rha hai 😭😭😭😭😭 hayyyy Meri Bibi zehra 😭😭😭😭
Pta nhi mujhe yaad nhi kitni bar ye noha sunliya h pr har bar hi esa Dard othrha hai seene me itne gham othae meri Bibi ne😭😭😭😭😭😭😭

Hassangaming-
Автор

ماں تو ماں ہوتی💔💔💔💔😭😭😭ہاےَ مظلوم فاطمہ زہرا ع💔💔💔💔💔😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭

aminraja
Автор

meri ammi ko fout hue 16 saal ho chuke hai.magar mai aaj roya hu.aapne kya gaa diya aur maine kya sun liya.

nizamfarooqui
Автор

Mola koe gham na da siwae ghame Hussain k

artandfun