How Hazrat Khidr/Khizar Travel in Time by Sahil Adeem

preview_player
Показать описание
Kia Hazrat Khizar Ghaib Ka Ilm Jante The? | How They Travel in Time by Sahil Adeem Motivational Speaker

Do Like and Subscribe and press the bell icon for daily uploads:
#sahiladeem #rightspeaking #asimpleargument
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

😱😱 yrrr ham kitne jahil.h. Islam k bare kitna kuch sikhna baki h salute for sahil sahab masha allah🤩

cartoonyt
Автор

Time traveling zarori nae Allah jisay chahiay jitna marzi ilm day..

chachasheeda
Автор

Sahil Bhai ki sari video regularly dekhti hu India se

zaidshorts
Автор

JazakaAllah
Bilkul durust farmaya aap nay. In Qurani ayat mein hamein intehai aham rahnumai milti hai. Masalan:
1. Kishti tornay ka vakua: Allah SWT jinhon nay sirf kun fa-yakūnu keh kar puri kainat bana dali is zalim badshah ko kashti par kabza karnay say roknay k liye ek insaan ki madad leni parri.
2. Mazeed ye aham sabak milta hai k agar ayenda hum kissi ka mali nuksan hota dekhen, masa'alan koi kissi k ghar ko aag laga raha ho, kissi k ghar chori ya dakka daal raha ho, tau hargiz hargiz madakhalat na karein. Zarur uss mein Allah SWT ki koi azeem hikmat hogi aur aag laganay vala, dakka daalnay vala Allah SWT ka bheja hua khas nake bunda ho sakta hai. Fire Brigade aur Police ko hargiz hargiz ittela na dein. Balkay iss nake kaam mein Allah Taala ka haath bata'en.
3. Masoom bachay ka katl: agar aap k saamnay koi kissi begunnah, kum omar bachay ki gichi marror raha ho tau bilkul na rokein, kat'an madakhalat na karein, balkay uss katl mein purrzor tarikay say haath batayen. Hargiz yeh saval bhi mutt karein k Rab-ul-Izzat nay iss bud naseeb bachay ko paida he kiyun honay diya. Bus jab bhi kissi ko katl hota dekhein tau Hadrat Khizr ko yaad kar k katil ki bharpur madad karein. Allah SWT, Rab-ulIzzat, Khalik-e-Kainat zaroor aapko iss ka haseen hooron ki shakl mein ajar dein gay. ❤
InshaAllah

behtereen
Автор

Sir you can not connect everything to time travel. Allah ne ilm diya iska matlab he knows everything just like that. He don't need to travel in time and see everything. Allah ne Adam ale salam ko ilm diya iska matlab ye nahi ke he time travelled. Allah ne huzur paak s.a.w.s. ko bhi ilm diya aaj tak peshingoyi sahi sabit ho rahi hai iska matlab ye nahi hai ke they also travelled in future. Allah ilm just like that bhi de sakta hai.

khanii
Автор

تمام مسالکی فرقے عقل کی پیداوار ھیں شعور سے انہیں ختم کر دیجیے بس یہ ھی حل ھے اب اگرآپ یہ کہں ھمیں ان فرقوں کے ختم بارے کوٸ وحی ھوگی تو وہ ممکن نہیں

sadiqhussain
Автор

Sir ek pora session kerayn hazrat Umar Farooq R.A pa ...ur Mula Ali pa

muhammadnaveedahmed
Автор

Sahir saab Ap ye SB cheezy marny k Baad k liye kyn nahi chore dety.. kyn k ALLAH ny insano k liye is cheez ko is liye gaib me rakha k insaan fitny me na pary. Or Ap hain k marny sy pehle he farishto or shaitano k janwaro ko Apni in ankho sy dekhny ki chah me rehty hain Ap zroor dekhy gy jb Ap in fani duniya sy kooch kry gy is liye us sy pehle logo ko Jin na bn'ny ko Kaho hum insaan hain or hum Musalman he achy hain..

mindshiftYT
Автор

dear sir hazrt umsan ki shadat pr bi bat kry

ranara
Автор

"Future mein daikh kr aye" naheen janab. Daikh kr aye ka mtlb hai keh present se Nikal kr future mein enter huay. I am surprised that you acknowledge " time" . There is no Past Present Future. Its All Now. It All just Is. Portals koee physical form mein naheen esoterically speaking.

qalandero
Автор

Sound buhat km hai please high quality use kre. In all your videos

bint-e-adam
Автор

Ghaib means possible or certain futures

muhammedfarooq
Автор

Ajeeb o ghareeb means what not clear to me but please little explain it further

asmashah
Автор

5:20
Bait ul mamor
Yaha py Hazrat Ibrahim AS hain Wo exactly khana kabah k oper hai
Sir mera sawal ha k zameen to har wqt gomti ha jis ki wjha say khana kabah b aik jaga still nhe ha to phir ye kasy smja jaye k bait ul mamor exactly khana kabah k oper ha ?

mhafeezksa
Автор

ہم نے قران کو کبھی اس طریقے سے پڑھا ہی نہیں یا اگر میں صحیح الفاظ میں کہوں کہ ہم نے اپنی زندگی میں قرآن پاک کو اتنی اہمیت بھی نہیں دی جتنی اہمیت ہم دنیاوی خریداری کرتے وقت اس کو دیتے ہیں ۔ مطلب کپڑا بھی دھان سے لیتے ہیں مگر اپنی آخرت کی فکر بھی نہیں افسوس صد افسوس

Khalid-Butt
Автор

Please memdtion where and how can we open portals to escape Dajjal? In water on mountains ?

muslimamuslima
Автор

Agar kisi ko time travel p yakeen nhi to wo Dhruv rathi ki video search kare time travel likh kar. Time travel hota hai aur pehle bhi hota tha

Bazookaa
Автор

Wesy Ap ny kabhi jinn ko dekha hai? Jo 24 ghnty Ap k sath rehta hai? Jb wO Nazar nahi Aya to phr portal Jo chupaya gya hai Ap sy us k peechy kyn bhaag rhy ho.. huh

mindshiftYT
Автор

اس بچے کے بڑے ہونے تک حضرت خضر ع نے زندہ رہنا تھا اور کیا بعد میں ایسا ہی ہوا کہ جب وہ بڑا ہوا تب وہ دیوار کو گرا کر بچے نے خزانہ نکال لیا ؟ اگر بچے کے بڑا ہونے تک حضرت خضر ع کی زندگی ختم ہونی تھی تو انہوں نے ٹائم ٹریول کر کے سارا کچھ کیسے پہلے ہی دیکھ لیا؟؟؟ انہوں نے فزیکلی ٹائم ٹریول نہیں کیا تھا بلکہ اللہ تعالی کی طرف سے عطا کئے گئے علم کی وجہ سے انکو معلوم ہوا۔ واللہ اعلم

AhmadHussain-zrgb
Автор

Time Travel disease ..Duniya ka pehla non Arab shakhs ...Arabic language se mehroom hamey quran ka Asli meaning Bata raha hai aur woh b itna bada khulasa jo poori duniya k aalimo mein se Arab o ajam ajtak 1450 kisi ne bhi aisi taweil nahi ki ..aur sahaba k fahm se in gumraho ka kya matlab ..duniya aur fame k liye ye sab karega to Sahil wallah gumrah hojayega ...

stranger