If Decree of Khula ,not submit in Union Council/Khulha Decree without Divorce Certificate

preview_player
Показать описание
Subscribe The • Youtube Channel And Press The • Bell Icon
WHATS APP # (VOICE RECORDING ONLY)
#0300-4262278
CHAIRMAN HUMAN RIGHTS COMMETTI LAHORE HIGH COURT BAR.
• YouTube:
• Facebook:
• Instagram:
• Twitter:

#bureau,#laws,#pakistani #laws,#best #lawyer in #lahore,#best #family #lawyer,#best #civil #lawyer,#best #criminal #lawyer,#civil #lawyer
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Thank you so much for this video.

My friend got married with just court decree after khula. What can she do now? UC says they need to do 3 month akhbar notice before giving certificate.

wajihak
Автор

Sir meri sis ki khulla ko 3years hogye hen mene aj tak apni degree union conceal me nhi jama karwai ab ex-husband apney rishtydar bejrhe hen sulha k lye to ab kya Karen smjh nhi ata 1bacha hy sis ka plzzz reply kijiye ga

babarkhan
Автор

Salam sir
Apsy aik sawal tha
Court sy b 3 4 bar husband ko notice bhja jata hy or phr 5 6 month k procedure k bdh khulla ka certificate milta hy ic sary procedure k bdh b union council k through 3 bar dobara sy notice bhja zrori hy

addaadam
Автор

Ager union council me masalihat ho jae tu nikah doobara nikah krna zaruri he ya nahi?

irfanahmed
Автор

Sir meri friend ko ek saal se ziada ho gay a w/o etat or chuki lekin us k pass certificate nahi hai to is me kiya khula ho gai

shumailashaikh
Автор

Sir mje adalat saay decree k papers mil gay hain lkn union council walo nay stamp lganay say mna kar diya hai k apk ex-husband nay adalat mai application di hai k mje notices nai milay es lye mai nahi ata tha adalat.. halank unko notice miltay thay.. kia es sorat mai decree cancel ho jay ge?? .. mera bas nikka hoa tha ruksati nai the hoi.. ruksati say phlay he khula ka case kiya tha.. es sorat mai wo admi mje kitna delay krwa skta hai?? .. kia uske application kisi or adalat mai accept ho ge??.. or es sorat mai union council walay mje nai bulay gay sulah k lye ? ku k mne nai karni sulah.. rehnumai kar day?

kainatiftikhar
Автор

Respected Sir Ap ki Book Gift/Tamleek k topic pr kb tk expected he???

udeelqhan
Автор

Sir please mera question ka jawab karya ka ma bht parashan ho court na khula ki degree daay di ha 2 years hogaya magar union council sa koi notice nai aaya kya khula hogai ha mujha ma wait karo or kitna? Please answer kara.

gominercom
Автор

Sir Kya hasband bhi cort se talak Dy sakta he or cort ka divorce letar lene par wakeel kitna wanqt le ga or phir u c me jama kar wa Dy Kya esa ho sakta he

waseem
Автор

Sir Meri sister ne 24 may ko khula li hai, decree mil chuki thi per usne abhi Tak union cousler men decree jama nahi karwae hai tou Kya sirf court ki decree kafi nahi UC se certificate Lena zarori hai Kya dosri shadi k Liye??? Plzzzz answer me

erajkhanfancyvlog
Автор

AGR ruksati sy ply khula ka case Kia jy or ply notice p husband divorce behj b Dy or PHR wo divorce papr Union concil m submit krwaey jaen to Kia PHR b union comcil husband ko bulaey hmge or sulah ki try thk ho ge husband ki jab k ply notice p 3 talaq alhthi behj b di or PHR Union concil m boly k sulah krni ha to ye thk h ga sulah krni chaey k. Ni plzz rply soon

saboorali
Автор

Kia adalt khula ka certificate dy r hm union council jyn r wo husband ko bula k sulha krweyn to kia shrai aitbr sa b sulha ho gi

usmzanzafar
Автор

Quran mn Tahreef ka kia matlab hi, misal sy wazah kar dn ta k hamaree mamolat mn na sir ye k azafa ho ja ya balka hu zingee mn koee amal ya guftogo karty ho a mohtat rahain neaj ye allah k nazdeek Gunah k kis darjy mn aata hi.? Kazak Allah

shamimrawish
Автор

Salaam sir I have stumbled across your website as if it was meant to be,
Please advise can your services be acquired from the United Kingdom kind regards.

asgharbuksh
Автор

Aoa sir agar kisi ny khula is waja se li hai mard na mard hai or bachpan se damag koi maslah ho tu be junean konsil mai kagaz jama krwany part gya wo apny fasly khud na lyta ho

musman
Автор

Sir Nikah ke Date 2 December the...khula is case karty time lawyer se ghalti se 3 December likhi gai... court ke tarf se jo khula mili on documents pe b 3 December likhi hai...
Union council me eska koi issue to nahi bany ga
Agar hai to kindly eska hal b bata dyn

safamarina
Автор

Sir mujhay kaisay patta chalay gaa kay ex wife nay divorce ka certificate NADRA say liya hai kay nahe? 2 saal ho chukay hain maggar union council say koe notice receive nahe howa hai. Maggar yaad rahay kay khulla kay pre trial kay wakkt mai nay bachay say mulakaat ma comprehensie schedule lay liyaa thaaa. Rehnumai kejiay

luminous
Автор

ASSALAM O ALIKUM
meri wife nay court se khula lay li hai or wo bi bagar ijazat matlb mara case chal raha tha lAKIN huwa yay kay us kay case ka jawab diya mai nay then date li jis din juag kay samne hazir hona tha lakin kisi waja se hazir nahi hoskha ... or pata yay chala juag nay us ko khula deay diya or ab wo UC lay kar nahi gahe or us kay ghr walo nay us ko ghr per beta diya hai na kisi se milne deay rahe hai na baat karne deay rahe hai .... or mujay kahe se information mile hai kay wo wapis ana chati hai... sab ghr walo kay dabahu mai a kar
SAWAL mera yay hai kay ....
Mai Case kar kay us ko court mai bula sktea hu ya UC mai ?
Agr Bula Sktea hu TW wo kn sa case hoga jis se us kay ghr walo ko majboran Ana prhe court bcz Court kay lihaz se or Sahriyatan tw wo aBi bi meri Bwi hai

carmellgeorge
Автор

Agar awrat nikah karle or pepper bhi nah bheje shuhar ko kia uski ki koi saza hai

shahzamanwarsi
Автор

Sir rukhsiti nhi hoi. Dulhan k walid k ba qool usne apni beti ki khula ly li hai... ab dulhe k pass koi proof nhi hai k unhon ne talaq li hai ya nhi... plz. Thora guide kren k dulhe ko ab Kia krna chahye....?

GFWVLOG