Zindagi Pyar Ka Geet Hai - Kishore Kumar - Souten [1983]

preview_player
Показать описание
Souten [1983] Stars Rajesh Khanna, Padmini Kolhapure and Tina Munim. Directed by Sawan Kumar Tak. Music by Usha Khanna & Lyrics Sawan Kumar.

Movie: Souten
Singer : Kishore Kumar
Music : Usha Khanna
Lyrics: Sawan Kumar
Label : Saregama India Limited
Year : 1983

For more updates Follow us on Facebook:
For More Latest Videos log on & subscribe to our main channel
Follow us on Twitter:

Lyrics - Zindagi pyaar ka geet hai,
Ise har dil ko gaanaa padegaa
Zindagi pyaar ka geet hai,
Ise har dil ko gaanaa padegaa
Zindagi gham ka saagar bhi hai,
Hansake us paar jaanaa padegaa

Jis ka jeetana ho aanchal yahaan par,
Us ko saughaat utani milegi
Jis ka jeetana ho aanchal yahaan par,
Us ko saughaat utani milegi
Phool jeevan me gar na khilen to,
Kaanto se bhi nibhaana padegaa
Zindagi pyaar ka geet hai,
Ise har dil ko gaanaa padegaa

Hai agar dur manzil to kya,
Raasta bhi hai mushkil to kya laa la laa
Hai agar dur manzil to kya,
Raasta bhi hai mushkil to kya
Raat taaron bhari naa mile to,
Dil ka deepak jalaana padegaa
Zindagi pyaar ka geet hai,
Ise har dil ko gaanaa padegaa

Zindagi ek paheli bhi hai,
Sukh-dukh ki saheli bhi hai laa la laa
Zindagi ek paheli bhi hai,
Sukh-dukh ki saheli bhi hai
Zindagi ek vachan bhi to hai,
Jise sab ko nibhaanaa padegaa
Zindagi pyaar ka geet hai,
Ise har dil ko gaanaa padegaa
Zindagi gham ka saagar bhi hai,
Hansake us paar jaanaa padegaa.
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Best Of Kishore Kumar, Usha Khanna And Sawan Kumar. Forever Unforgettable.

phirozehassan
Автор

ईस गीत में जिंदगी की कड़वी सच्चाई बयान की गयी है..!ये गीत हमारे दिल के बहोत करीब है...!

hemantbharshankar
Автор

Ati uttam nar praakritik universal bhaav philosophical gaan, madhur magical shuddh sampuran.
🙏🏼versatile sampuran philosophical sangeet samraat, vishva ratna shri Kishore da Kumarji 💯🌹😘❤️.

KishA-
Автор

Kishore Kumar His Song Is All The Time Most Popular. Sautan Bollywood Film Was Super Hit.

chandandasgupta
Автор

Great song by the great legend Kishore saab whose songs are still played on radio stations along with Rafi Sir and Lata ji.

ravigataurda
Автор

I miss kishor daa & kaka ji supar hit jodi in waliwood both of one

amarvirsingh
Автор

Hi sir my favourite song all time kishore kumar sir voice golden from Bangalore 🙏🙏🙏🙏🙏🙏

rameshcc
Автор

missing both kakaji and kishore dada both are immortal souls and we will miss them for ever but they will live forever through their voice and songs

srinathsrinivasan
Автор

Souten Bollywood Film Was Megha Hit Song Of Kishor Kumar.

chandandasgupta
Автор

zindagi pyar ka git hai, ise har dil ko gana padega
zindagi pyar ka git hai, ise har dil ko gana padega
zindagi gum ka sagar bhi hai, has ke us par jana padega

zindagi ek ehsas hai, tute dil ki koi aas hai
zindagi ek ehsas hai, tute dil ki koi aas hai
zindagi ek vanwas hai kat kar sabko jana padega
zindagi pyar ka git hai, ise har dil ko gana padega

zindagi bewafa hai to kya, apne ruthe hai humse to kya
zindagi bewafa hai to kya, apne ruthe hai humse to kya
hath me hath na ho to kya, sath phir bhi nibhana padega
zindagi pyar ka git hai, ise har dil ko gana padega

zindagi ek musakan hai, dard ki koi pahchan hai
zindagi ek musakan hai, dard ki koi pahchan hai
zindagi ek mehman hai, chhod sansar jana padega
zindagi pyar ka git hai, ise har dil ko gana padega
zindagi gum ka sagar bhi hai, has ke us par jana padega

nanikdasani
Автор

so nice song i want to listen it when i remember kishor's one of the best songs

ganeshyadavmangalwedha
Автор

Zindagi pyar ka geet hai
Zindagi pyar ka geet hai
Ise har dil ko gana parenga
Zindagi pyar ka geet hai
Ise har dil ko gana parenga
Zindagi gham ka sagar bhi hai
Hanske uspaar jana parenga
 
Zindagi ek ahsaas hai
Toote dil ki koi aas hai (2)
Zindagi ek banwas hai
Kat kar sabko jana parega
Zindagi pyar ka geet hai
Ise har dil ko gana parenga
 
Zindagi bewafa hai to kya
Apne ruthe hai hamse to kya (2)
Haath me haath na ho to kya
Saath phir bhi nibhana parenga
Zindagi pyar ka geet hai
Ise har dil ko gana parenga
 
Zindagi ek muskan hai
Dard ki koi pehchaan hai (2)
Zindagi ek mehmaan hai
Chhor sansar jana parenga
Zindagi pyar ka geet hai
Ise har dil ko gana parenga
Zindagi gham ka sagar bhi hai
Hanske uspaar jana parenga

nanikdasani
Автор

Nice and my favourite song of 1983, heart ko chime wali song

AJAYKUMAR-hfen