WHY - Young Stunners | Talha Anjum | Talhah Yunus | Prod. by Jokhay (Official Audio)

preview_player
Показать описание
#YoungStunners #TalhaAnjum #TalhahYunus #Jokhay

Official Audio from the EP 'A Tale of Two Talhas'

Written/Performed by @TalhaAnjum & @TalhahYunus
Produced by @Jokhay

Connect

Young Stunners :

Talha Anjum :

Talhah Yunus :

Jokhay:
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Lyrics:

Verse 1 - (Talha Anjum)

Teri mehfilo mein hum na ho ge
Lagein gi thokarein zakham na ho ge,
Suna tou dein tujhay ab haal e dil ye,
Par Baant ke bhi gham tou kam na ho ge
Tou likhne do mujhay ab hijr ki un dooriyo'n pe
kya tum parho ge marsiye meri majbooriyoo ke,
Ye jaltay diye rahay gawah us afsurdagi ke,
Iske sirhanay kitnay jaam mein ne piye ho ge,
Diye dard tu ne, waise dard he nai,
Cold world, ye dunya mujhse jalti rahi,
Par is qalam ko nai zawaal ye tou chalti rahi hai
Karti hai kamal ye bhi Likhti hai sawaal tumse

Hook - (Talha Anjum & Talhah Yunus)

Why do you do this to me?
why you
I know tum meri nahi
I do
why do you do this to me?
Why you
I know tum meri nahi x2

Verse 2 - (Talhah Yunus)

Lamhay thehray hue jaanay na den,
Ghadi udaas, lage pyaas wo bujhaane na de,
Lahu itna garam k ye kaghaz ab bahanay na den,
Wuhi phool kaantay, jab jaagay tum sirhaane na thay,
Dhundte thikanay ye awaaz meri goonjti,
sawaal kare tujhse kyun ab haal bhi nai puchti,
Ho chuke behaal, tou woh mere baaray sochti,
Kalam kamaan in lafzon ko kese rokti?

Zulfon mai uljhay teri, shayari kia khaak karen,
Mu pe anjan banay, fursat mai yaad karay,
Zakhm ye taazay maslahat yehi na baat karain,
Aaj bhi log in lafzon ke mohtaaj rahen,
Kia likhu ab in faaslon pe,
Shayad hi kabhi milengay phir un raaston pe,
Bhatkay musaafir jee rahay hain tere aasron pe,
Karoge tum bhi yaad jab bhi saans lo ge

Hook - (Talha Anjum & Talhah Yunus)

Why do you do this to me?
why you
I know tum meri nahi
I do
why do you do this to me?
Why you
I know tum meri nahi x2

Verse 3 - (Talha Anjum)

Abhi farmaan aya hai wahan se
Ke hat jau mein apne darmiyan se
Samajh mein zindagi aye kahan se
Parhi hai ye ibaarat darmiyaan se
Zamana tha wo dil ki zindagi ka,
Teri furqat ke din lau kahan se,
Fala’n se thi ghazal behtar fala’n ki
Fala’n ke zakham achay thay fala’n se
- Jaun Elia ( yaani - jaun elia pg 41 )

Jalla do khat mere wo shayeriya'n raakh karo,
fursat na thi tumhein ab furqat mein yaad karo
goonjay har taraf ab meri meri he khamoshiya'n,
Tum dheemay lehjo mein ab bin kahay baat karo,
Jab ho sakay tumse tum kardete sab faramosh,
ye dil samandar ispe maujo ka aik bara bojh,
Mein rooh posh, ye industry nai meri dost,
Na mujhay uska nasha, na usay mera hosh,

Hook - (Talha Anjum & Talhah Yunus)

Why do you do this to me?
why you
I know tum meri nahi
I do
why do you do this to me?
Why you
I know tum meri nahi x2

YoungStunners
Автор

I can't find my words, kisi ko milein to bataade please

SharumKiSketchbook
Автор

Hijr - separation from beloved
Marsiye- a great tragedy
Afsurdagi - sadness, loneliness
Maslahat - advice,
Ibaarat - mode of expression
Furqat - separation, absence
Faramosh - forgotten
Rooh posh - hidden

yaminrangrej
Автор

I can't explain how much i'm loving this masterpiece!!! 🔥

#KINGS👑

xxkid
Автор

LYRICS - Talha Anjum

Teri mehfilon me hum na honge
Lagegi thokarein zakham na honge
Suna to de tujhe ab haal e dil yeh
Baant ke bhi gham to kam na honge

Toh likhney do mujhe ab hijr ki un dooriyon pe
Kya tum padhoge marsiye meri majbooriyon ke
Yeh jalte diye rahe gawah uss afsurdgi ke
Iske sirhaane kitne jaam mene piye honge

Diye dard tune vaise dard hi nai hai
Cold world ye duniya mujhse jalti rahi hai
Par is qalam ko nai zawal ye to chalti rahi h
Karti hai kamal ye bhi likhti hai sawal tumse

Hook
Why do you do this to me, why you
I know tum meri nahi, I do
Why do you do this to me, why you
I know tum meri nahi, I know tum meri nahi

Talha Yunus(Verse)

Lamhe thehre hue jaane na de
Ghadi udaas lage pyaas wo bujhane na de
Lahoo itna garam ke ye kaagaz ab bahane na de
Koi phool kaantein jab jaage tum sirhaane na the
Dhoondhte thikane ye aawaz meri goonjti
Sawal kare tujhse kyu ab haal bhi nai puchti
Ho chuke behaal to wo mere baare sochti
Qalam kamal in lafzo ko kese rokti
Zulfon me uljhe teri shaayri kya khaaq kare
Muh pe anjaan baney fursat me yaad kare
Zakhm ye taaze maslehat yehi na baat kare
Aaj bhi log in lafzon ke mohtaaj rahe
Kya likhu ab in faaslon pe
Shayad hi kabhi milenge fir raasto pe
Bhatke musafir jee rahe hai tere aasron pe
Karoge tum bhi yaad jab bhi saans loge

Hook
Why do you do this to me, why you
I know tum meri nahi, I do
Why do you do this to me, why you
I know tum meri nahi, I know tum meri nahi

Talha Anjum (Verse)
[Jaun Elia ghazal]
abhī farmān aayā hai vahāñ se
ki haT jā.ūñ maiñ apne darmiyāñ se
Samjh me aaye zindagi kaha se
Padi hai yeh ibarat darmiyan se
zamāna thā vo dil kī zindagī kā
tirī furqat ke din lā.ūñ kahāñ se
fulāñ se thī ġhazal behtar fulāñ kī
fulāñ ke zaḳhm achchhe the fulāñ se

Jala do khat mere wo shaayriya raakh karo
Fursat na thi tumhe ab furqat me yaad karo
Goonje har taraf ab meri hi khamoshiyaan
Tum dheeme lehjo me ab bin kahe koi baat karo

Jab ho sake tumse tum kar dete sab faramosh
Yeh dil samandar ispe moujo ka bada bojh
Me rooh posh ye industry nai meri dost
Na mujhe uska nasha na usse mera hosh

Hook
Why do you do this to me, why you
I know tum meri nahi, I do
Why do you do this to me, why you
I know tum meri nahi, I know tum meri nahi

Word Meaning
Hijr - Judai
Marsiye - sad songs
Qalam - Pen ✒️
Afsurdgi - Udaasi
Zawal - Downfall
Ibarat - a passage of book of life
(means ki zindagi samjh kese aaye jab iss kitaab ko beech se kahi padha maine)
Furqat - Judai
Fala Fala - This that (Iski uski)
Moujon - Leher
Maslehat - for a reason

UPDATE : TALHA ANJUM SHARED A STORY GIVING CREDIT TO JAUN ELIA AND REFERRING FROM WHICH BOOK HE HAS USED THE POETRY.

mohammadbasit
Автор

"Fursat Na Thi Tumhe Ab Furqat Main Yaad Karo"
THESE LINES ARE MASTERPIECE 💕 💜...

abdulRehman-qysc
Автор

کیا لکھوں اب ان فاصلوں پہ
شاید ہی ملیں گے کبھی پھر ان راستوں پہ

whozaifah
Автор

Damn 🙌 at this point there are no compliments left 👑👑

Hashiiem
Автор

" *gaane mere magnet, khud hi public kheenchtey* " bars are fkin relatable with time ❤️

MUHAMMADD-
Автор

"Jala do khat meray wo shayariyan rakh karo
Fursat na thi tumain ab furqat mein yad karo"
- 👑

Hashiiem
Автор

"Teri julfon me uljhe teri shayari kya khaak kre"

Uffff....this line !!


❤‍🔥❤‍🔥❤

harshgoyal
Автор

Young Stunners Are My Favorite Rappers 🔥😍
Love From Pashtoon Roasting Community ♥️

lanjamaar
Автор

“Jalado khat mere, wo shyariyaan raankh karo”🙏🏼🤍💯

Taimourbaigyt
Автор

"Zulfon mai uljhay teri, shayari kia khaak karen,
Mu pe anjan banay, fursat mai yaad karay" ✨

Can't get over this line; this song is real 💎

aryamansinghrajput
Автор

Baaz, surface, marjaneya and now this! Anjum is continuously blessing us with masterpiece poetic verses

aliyan._.
Автор

On repeat!
Thank you Talha Anjum
Thank you Talha Yunus
Thank you Jokhay

ronitsonar
Автор

Talha anjum never disappoints man.❤️❤️❤️from 🇮🇳🇮🇳🇮🇳

RehanKhan-nlxo
Автор

Respect for Pakistani artists 🇵🇰🇵🇰❤️
Love from india 🇮🇳🇮🇳❤️

s_
Автор

Meanings of some Urdu words...

Anjum (1st verse)

Mehfil = Gathering
Zakham = Wounds
Hijr = separation
Marsiye = Sad song (song lamenting one who is dead)
Afsurdagi = Sadness/ Hopelessness
Sirhaany = sideways
Jaam = Alcohol/ Wine
Qalam = Pen
Zawaal = Downfall

Yunus (2nd verse)

Lamhay = Moments
Udaas = Sad
Lahu = Blood
Kaghaz = Paper
Zulfon = Hair
Shayari = Poetry
Anjaan = Stranger/ Unaware
Fursat = spare time
Zakham = Wounds
Taazy = Fresh
Maslihat = Suitable
Mohtaaj = Dependent
Faaslon = Distances
Bhatky Musaafir = Lost travellers
Aasra = (false) hopes

Anjum (3rd verse)

Farmaan = Order
Ibaarat = Passage (from book of life)
Darmiyaan = In between
Furqat = Separation
Falan, Falan = This, That
Khatt = Letter
Raakh = Ash
Fursat = Spare time
Goonj = Echo
Khamoshian = Silence
Dheema lehja = Polite dialect
Faramosh = Negelct/ Disregard
Samandar = Sea
Moaj = Waves
Ruposh = Hidden

(This comment is not originally by me.)

ankitme_
Автор

One of the Best thing about This song is
Anjum experimenting his Voice and being
lil melodic here Nothing but Banger 💆🏻‍♂️🔥

aahadisss