Wagon R k series engine missing problem.

preview_player
Показать описание
9654361105 aap hamen is number per contact kar sakte hain.
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Saurav bhai bhot geniune tarike se aapne issue resolve Kiya.. meri Nissan micra me similar problem hai or gaddi krvani bhee aapse hi hai teek, bas Chandigarh se aane ka program ban jae.. gaurav from Chandigarh. Love you

gaurav
Автор

Sir good information.
Sir, apki vajah se hum apni gadi confidence ke sath kahi bhi chala sakte he.

mitalmore
Автор

Meri gadi me same problem tha but mistri ne hed ka problem bataya.. 😢😢

snehalpatel
Автор

Hello sir good information. Kuch naya sikhne ko mila .

Munnun
Автор

Meri bhi wegonr VXI cng hai usame bhi aisa sem hi problem hai kya me gharpe check kar sakata hu tumhari tarah.... Teen gairag me pucha to us teeno ne alag alag javab diye .1 ne kaha ki teppet problem hai.2 ne kaha ki valve leckeg hai.3 ne kaha ki pura haed banavana padega aisa bola...15000/- head ka kaha hai

ChiragThakor-dzxv
Автор

Sir new model alto k10 me coolant kese change karte he uska promo kar dijiyega.

mitalmore
Автор

Bhai Lucknow se hu yaha ap ki sarvise awelebal hai ?

ShadShad-gw
Автор

Sir, good evening,
Coolant me badboo Ane ka kya Karan ho sakta he.

mitalmore
Автор

Tapit nahi hotey isme ye k series hai tapit purani car me hota tha 2009 tak

travelstory
Автор

Sir sirf jankari hi dena kyuki online koi video nhi he youtube pe.

mitalmore
Автор

Bhai ji, wagon r 2014 model k series engine..low RPM सही नहींहोता है सभी चीज सहीहैं जैसे इग्निशन coil plug thotal body हेड भी बनवा लिया अब कैसे सहीहोगा

RajKumar-ojqs
Автор

Bhai aapse kese mil saktey h ? Delhi me ? Aapka contact number ?

sidenheatsmoken