STATIC GK FOR SSC | MUSIC INSTRUMENTS | PARMAR SSC

preview_player
Показать описание
This is a Free Revision Batch (FRB) for all SSC EXAMS 2024 | SSC CPO,CHSL,CGL,MTS,STENO |

TOPIC : MUSIC INSTRUMENTS AND THEIR EXPONENTS

This will help in the Effective Revision of your GK for all SSC EXAMS

On Sunday we will be Doing a Complete One Shot Lecture through 100 MCQs.

Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Trick for sitar - Pandit ji ne anushka or vilat ki shadi karwai, jisme hari ka naam lete hue imran khan jee aaye .
Pandit - Pandit ravi shankar
Anushka - anushka shankar
Vilat - vilayat khan
Shadi - sahid parvej khan
Hari - hari shankar bhatacharya
Imran khan - imrat khan
Jee - nikhil banerjee, budhitya Mukherjee
Aaye - arvind parikh

Gouravbrahmin
Автор

Dr. A. P. J .Abdul Kalam also used to play Veena (asked in CGL 2023)

nileshsingh
Автор

Violin ka exponent yaad krne ka best trick... Krishna bhagwan sa Sara naam yaad kr lo.. jaise muralidhar, gopala, mohana, dwarakadhish,

PankajKumar-
Автор

1st: M S Subhlakshmi 1998
2nd Ravi Shankar 1999 (sitar)
3rd Pandit Bismillah Khan 2001 Shenai
14:15 Samudra Gupta- Prayag prasasti, harisen
16:45 Father and queen of Carnetic Music- Purandar das and MS Subhlakshmi

Pratyush.Ghosh.
Автор

The only teachee jiska vdo 2x me nhi dekha ja skta😂😂

Aesthetic_Honeynbae
Автор

Ram ji ko Sabri ke SareRang ke Ber kha kar Sukoon mila, aur woh Late gaye...
Ram Narayan :- ram
Ustad sabri khan :- sabri
Sarangi :- saare rang
Bundu khan :- ber
Shakoor khan :- sukoon
Abdul latif khan :- late

varshasingh-zymn
Автор

Ek hi to eng. Ka gk channel h acha usme bhi Hindi chahiye
Hindi k liye to aur bhi bauht log h
Abhishek sir h crazy gk trick h
Sb jgh hi Hindi me h
Hr jgh Hindi hi chahiye

dikshamishra
Автор

I appreciate your efforts to make these series and teaching style uncredable.

SadiqKhan
Автор

3:03 - Ms Subbulakshmi, 1998
13:26 - "Napoleon of India" by AV
SMITH.
13:36 - Prayag prashasti.
16:40 - Purandara das ji
MS Subbulakshmi ji.


THANKOOO SIRRR! ☺️🌼

ritux_
Автор

Agar padhna h to padh loge starting bahut jyadha effort lagega likin jyda time nhi lagega sab samjh aane lagega thanks a lot sir etna content aapka rhta h ❤💐

AMANGUPTA
Автор

Kala tota Rahman ka kude nali k bhav mai bah gya
Kala---- kelucharan mohapatra
Tota ---- tata k pankh awaj krte so pakhawaj instrument

Tota---- tota ram sharma
Rehman---- rahman khan
Kude nali ---- kunal patil
Bhav mai bhavani shanker

Maniparmar
Автор

Mujhe garmi se rahat sirf parmar sir ki video dekh ke milti hai, thank you so much sir ❤

sharmaji
Автор

13:40 Prayag prashasti abhilekh by Harisen

veteranlord
Автор

2:40 .. jb man vahot bechen ho to prabhujee by pandit ravi sankar sun na .. ❤❤

vickykus_AC
Автор

Sitar ka trick - pandit jee ne anushka ko vilayat jaa kr NIAS ko buddh dharm ke baare me batane bola .

Pandit - pt ravi shankar
Anushka - anushka shankar
Vilayat - vilayat khan
NIAS - Nikhil, Imrat, Arvind, Shahid.
Buddh - budhaditya mukherjee
Battane - harashankar bhattacharya

HarshThakur-dj
Автор

I liked your ppt and the design of this mind map, how did you create it? using ipad notes??? or please specify if anything else

binikumari-mqrz
Автор

Bhaiya mene ek bar syllabus bi kar liya hai par aaj kal bhaiya me padta to hu par PTA 😢 nhi jese jese tayari achi hote ja rhi hai ya kisi din padayi achi hoti hai to me 😢😢ye sochne lgta hu jab job nikal jayegi to me ye krunga vo krunga ya ghumne jaunga nokri ke bad 😅 jisse me padayi ke time overthinking krne lag jata hu or us din fir padayi achi nhi😢😢😢 ho pati is overthinking se bachne ke liye me kya approach apna skta hu jaise ki me padayi ke time sirf padayi hi kro 😊😊 please bhaiya answer de Dena ..

Mehra
Автор

1.1st Musician to get Bharat Ratna - Ms Subbulakshmi in 1998.
2.Prayag Prashasti is associated with Samudhragupta which is composed by his Court Poet Harisena.
3. Father of Carnatic music - Purandar Das
Queen of Carnatic music- MS Subbulakshmi.✅✅✅.

Nitikasangwan
Автор

pls make more videos of static gk portion like important days, sports terms and famous sport's personalities, government schemes and basic computer knowledge .

guys like this comment so that this may reach Parmar bhaiya.

akshattandon
Автор

Plz upload regular videos regarding static gk

ratnadas