MISWAK vs TOOTHPASTE ??? An ILMI Reply By Engineer Muhammad Ali Mirza ! ! !

preview_player
Показать описание
Link of Complete Lecture:
184-b-Mas'alah (Part-2) : 200-Questions on Common PUBLIC Issues with Engineer Muhammad Ali Mirza

Engineer Muhammad Ali Mirza chose to discuss all the controversial issues among the Muslims and with the true references of Quran and Sahih Hadith he concluded the problems which were hidden by the Islamic Scholars.

Engineer Muhammad Ali Mirza advises his listeners not to quarrel with the strict followers of different sects but just to give Dawat of the True Islam (which is in Quran and Sahih Hadith).

Address :
Quran-O-Sunnat Research Academy Near Standard Medical Store Opposite Old Police Station Sadar, Tahseel Road.

#Miswak #Toothpaste #Sunnat
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Mein Bachpan se Tooth Brush karta aya hon Mjhe 2 bemariyan thein ek Balgham ata tha or Dosri Yadasht kamzoor to thi Kisi Alim se Suna tha iska Ilaj Miswak karo jab se Miswak shuru ki hai Alhumdullilah Balgham bilkul khatam hogaya hai or Eye sight behtar horahi hain

Muhammad___Umar
Автор

Baja farmaya. 👍
Mere apne teeth toothbrush, dental floss and mouthwash se zada sahi saaf hote Hain.

malikhammad
Автор

عقل کی کمی نہیں بلکے عقل سرے سے ہے ہی نہیں

chanelfaizaneajmeer.qarius
Автор

پھکی آپ نے صابن پر دی ایسی پھکیاں میں آپ کو کئی دے دوں آپ اپنے ٹاپک پر اچھا کام کر رہے ہو لیکن سنت میں اپنی دلیل اپنے پاس رکھو ہم اپنے نبی صلی اللہ علیہ وسلم کی سنت دل و جان سے اور محبت سے کرتے ہیں اور ہمارا ایمان ہے ہمارے نبی کی یہ سنت بہت بہتر منہ کی صفائی کرتی ہے اور ایسا ہے بھی اب کسی کو مسواک کرنا نہ آۓ تو کیا کہیں

rizo_baig
Автор

Scientifically fresh miswaak ka paani aap halaq se utaarty hain...jis se aap ke under ke bacteria mrty hain... Jab ke toothpaste ko aap halaq se neechay nahi utaarty...

Si toothpaste is only for teeth.

hanzlajalil
Автор

Bhai toothpaste ke nuqsanat bhi to dekho. Miswak ka to koi nuqsan nahi. Aur miswak thik se kiya jaaye to us se safai bhi bharpoor hoti hai use maintain karna parta hai. Miswak safai bhi karta hai aur koi nuqsan bhi nahi hota. aur toothpaste safai to karta hai lekin nuqsan bhi

hussainpatel
Автор

Exactly, right, Ali bahi Mashallah, 6 brailvi hazraat ko Allah pak ke fazal se rah e raast pe laya hai, Alhamdulillah dua kren mery lye b Allah bless you always, my dear brother EMAM,

zahidchoudhary
Автор

Engineer saahab phir to ek kaam karte hai, din me jitni baar miswak karne ka huqm aaya hai utni baar aap sirf 40 din tak toothpaste karke dikha dijiye, aur rahi baat miswak ki to wo kissa yaad hi hoga aapko ke Sahaba(R.A) se qilla fatah nahi ho raha tha q ki unse miswak ki sunnat chhut rahi thi.

mohsinkhangulzar
Автор

Both is Important ...
V Right ; ALI BHAI 💙💯💜

safderlodi
Автор

Bro aik bat to btao .ap keh rahay ho k miswak jo hai platic main pack hotta ha falan falan . Mra sawal ya ha k wo jo brush hota ha wo kis chez ka hota ha pathar ka😔😂 bhae brush plastic ka, toothpaste plastic main pack or hazaro chemical usma woo Yara ap ka pta ha masla kia ha ...wo masla ya ha k bas ap khtay ho mjhse zyada koe chalak ni... Asa ni hota kuch jagho pa sukoon se aram se soch k bat krni hoti ha

MrRumiXOfficial
Автор

Yar tooth paste me fluride intehai khtrnak chemical h .sb ko pta h jandi. Krao me miswak krta hn aor?ziada achi safai hoti h dental health b strong rehti h jo k paste se weak hoti h

mujtabahere
Автор

Dant saaf karna maqsad samajh liya..halanke sunnat ada karna hi maqsood hai..dant saaf karna nahi

mdtafzil
Автор

Miswaak sunnat hai to hai. Ab is par hadees se muh mat modo.kyonki tum kitabi ho to kitabi hi raho. Qeel qaal na karna

lateefsyed
Автор

Not a logical answer at all, es behas sy hat kr k koi sunat k liay kee ja rhe hy ya faiday k liay, tou yah proof hochuka hy k miswak zyada behtr perform krti hy tooth past sy, or yah bat apny tajurbay sy keh raha hu, bilkul es bat main koi 2 raye nhe Hain k.packet wali.miswak thek nhe hy or na hi miswak ko itny din store.krna chahiyah, lekin original miswak k faiday boht zyada hain, mere sath sath boht saray log jo tooth past use krty hain onkat danto main keera laga or dant kharab howay lekin mjhy alhamdullilah aysa koi malsa nhe howa, jhaag wali tazi miswak use keya krain


JazzakAllah kher

Motivate
Автор

Afsoos Aap Ki Soch Per
Nabi Kareem (S.A) Nay To Yaha Tak Farmaya Hai Kay Miswak Tumary Rab Ki Raza Ka Zariya Hai Lakin Afsoos Aap Es Ko Koi Ahmiat Nahi dy rhy balky toheen kar rahy hain

malikzeeshan
Автор

اوہ بھائی مرزا صاحب آپ کی سب باتیں ایک سہی لیکن سنت مسواک پر آپ کے دلائل ایک دم بیکار اللہ کے نبی کی سنت ہے بس اور انہوں نے پسند فرمایا مسواک کرنا آپ اپنی عقلی دلیل اپنے پاس رکھو بھائی

rizo_baig
Автор

Sir Miswak ka koye, Naimo Badal, , nahin hay Tehqeeq karain,

muhammadnazir
Автор

O jnb Miswak hi faida mand hoti h. Sike ilawa ap dental floss bhi kia krein

muhammadharis
Автор

Tumhe to awam me baat karna hi chhod dena chahhiye

ahsanmalik
Автор

Miswak pasand tha or uska sawaab bhi hai mathi ka sawaab kha

feelmoment