filmov
tv
Pyaar Ki Kahaani ❤️ | Original Indie Music | Tanishq V, Dhyan D | Lyrical Video
Показать описание
Ever loved someone💖? Just close your eyes and experience yourself with him/her😍
Enjoy this Original Indie Music by Dhyan Dinesh and Tanishq Vijay that will make you remember all your lovely moments that you spent with your better half. Although the last part is sad, hope it doesn't happen with everyone. This song has feels of Prateek Kuhad, Ankur Tewari, The Local Train, etc.
Dedicate this song Pyaar Ki Kahaani and share it to your loved one.
________________Song Credits____________________
Vocals: Tanishq Vijay
Music, Composition & Lyrics: Dhyan Dinesh
Mix and Master: Ali Syed
Record Label: 7th Street Records
Instruments: Guitar, Ukulele, Piano, Drums, Rhodes, Cello, Strings
________________Video Credits____________________
Cinematography:
Shivank Gautam(Tanishq Shots)
Uzair Hayatt(Ali Syed Ukulele Shots)
Dhyan Dinesh(Self Shots)
Editing: Mohit Vashishtha
_____Listen to this song on all major music streaming stores______
________________________Artists' Social Media____________________________
Dhyan Dinesh:
Tanishq Vijay:
Ali Syed, 7th Street Records:
Shivank Gautam:
Uzair Hayatt:
__________________Lyrics____________________________________
Maine suni thi ek hasi, Jo dil ko mere raas thi
Chahat bani meri tabhi, Ke wo hasi humesha hase
Anjaani raaho pr chala
Un hontho ko hasane chala
Wo mere pyaar ki shuruaat thi
Uski hasi me kuch to baat thi
Maine kari sau baat, Uske dil me ghar basane ko
Aisi na thi wo raat, Jb khwabon me wo aai na ho
Ankahi baat bhi samjhi
Wo bhi meri tarah bani
Wo mere pyaar ki buniyaad thi
Uske hone me kuch to baat thi
Wo raaz bhi bayan huye, Jo dil me kabse kaid the
Mai apne jaisa pehli baar, Tha kisike saamne
Wo mujhe jaanne lagi
Mujhse bhi zyada mujhe samjhi
Wo mere pyaar ke jazbaat the
Itne kareeb jaane kab huye
Do din, do saal kab gaye, Pata bhi na chala hume
Jhagde huye bahut magar, Wo aansuo se maan gaye
Jab bhi wo thodi udaas thi
Pagal sa mai usko hasa gaya
Wo mere pyaar ki muskaan thi
Mai taara, wo meri raat thi
Khatm to sab, Hota hai na
Ye mera pyaar tha kya zindagi se saamne
Waise to mai, rota bahut
Par mere aansu ne bhi saath mera chodha
Apno ke liye juda huye
Tarafdari ke samaj me
Aise ye pyaar adhoora reh gaya
Aise ye pyaar adhoora reh gaya
Papa ki pari unhi ki reh gayi
Unki hoke bhi na ho saki
Ye mere pyaar ki kahani thi
Jo adhoori si hi reh gayi
_________________________
©Dhyan Dinesh, 2020

Комментарии