How to check merit list 2021 | Scert Delhi Deled first cutoff and allotment list released 2021

preview_player
Показать описание

Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Sir mere to naam nhi aaye 1 cuttoff me . Meri rank 5056 hai OBC cat. hh

ajeetsingh
Автор

Sir Mera private diet me naam Aaya hai par mujhe second merit list ka intezar Karna hai apne kaha ki waha jaa ke document verification karwane ke liye isse hamara admission to fix Nahi hoga na USS college me aur koi fees to Nahi deni padegi na? sir please answer dijiye

kartikacharya
Автор

Sir agar merit list m naam aa gaya h aur vo college privet h jisme hame nahi lena addmison par hame 1800 ruppes submit karani padegi aur sir agar hamra naam 2. Ya 3 merit list m vhi govt m nahi aya to kya hame hamri fees bapis milegi kyunki hame privet karna hi nAhi h

BinniShingh
Автор

Sir jab mane form fill kiya tha tab institute ki choice fill nahi ki thi or mera name nahi aaya
Sir jinhone choice fill nahi ki unke name nahi aayenge kya?

vandanajindal
Автор

Sir meri rank 459 have but mujhe first merit list me privet college mila h but mujhe gvt college chahiye to Sir me kya kru ab? Kya 2 merit list me mera name aayega?

shwetakumari
Автор

Sir 1800₹ kaise bhre uski vedio bnao plzz

shikha
Автор

Sir Mera allotment list me show ho raha hai but cutt of list me nahi

eklavyatopperspoint
Автор

3436 rank h govt clg me aa skta h name ?

ritikakhandelwal
Автор

Sir aap bta dijiye phone se 1800 fees bharne ka prosses please please please sir 😭😭

ujjawalsingh