JEE ADVANCED 2024🔥 Results | Snehit Mishra | IIT JEE | #iit #jee2025

preview_player
Показать описание
JEE ADVANCED 2024🔥 Results | Snehit Mishra | IIT JEE | #iit #jee2025
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Bhaiya 127 marks 16043 crl ...IIT dhanbad ⛏️😢

MalyadeepSasmal
Автор

I didn't qualify mains, state xm also gone wrong, after taking a drop rank doesn't improved, my rank is double of previous year, I felt too much guilty, my parents doesn't understand me they are thinking that i have no potential to do anything in life . They are forcing me to do b.ed for ssc ... But I'm not interested, my next Target is iit jam which I will do 100% for that but they are not understanding, i failed my parents believes on me

Adx-squt
Автор

Reservation band kardo. Tab general walo par stress nahi aayega🙏💯

dakshmehta
Автор

I got 110 marks got 24k rank.. Mai jeet k bhi haar gaya

rajsarkar
Автор

bhaiya offline couching join kiya hai per boards oriented padha rhe hai mummy papa chate hai jee clear kardu wala se...

PradeepYadav-tupj
Автор

Bhaiya mein ghar pe padh nahi pata bilkul bhi wo feeling/mannn/vibe hi nahi pata ...offline mein jata hun wahan pe bilkul high rehta hun aur man bhi karta hai ki padhte hi rahun par jaise hi ghar pahunchta hu (rat mein 9 baje) uske baad se productivity bahut down ho jati hai ...aur subah bhi late uth ta hun

AJGAMER_
Автор

Bhaiya but apni hi galti ki vajah se hi na mai IIT nahi ja paya is sal। Parents ka datna bhi aache ke liye hi hota hai 😢😢😢😢

carbootoons
Автор

Mai to sidha jee main me hi cut liya 😂😂😂😂 85 percentile

siddharthamahataclass-se
Автор

Bhaiya I'm in 11th, maths ke PYQs, module ke question solve kerne m problem aati h, lekin physics ke PYQs to very easily ho jate h... chemistry ke thode hard lagte h lekin vo bhi time Dene se ho jate h, , , bus maths ki problem
Kuch bata do isse kese theek karu😅

AlphaExtras
Автор

bhaiya plz ab to jee 2026 ki guidance series start bhaiya time nikl rhs hai bhaiya plz😢❤😊request hai aapse

Vrajdhaduk-vmjz
Автор

Bhaiya aaj Mera petala din tha Kota Allen me
Mughe viswas nahi ho raha tha ki Mai ki jiske baare me suna our Dekha tha aaj usi race me mai bhi hu Kota

shahilgsb
Автор

I am getting nit kurukshetra cse..is it good?

theartist
Автор

Bhaiya please bta dijiye abhi main 11th neet level se start kru ya 11th jee level se main 10th ka syllabus khatam kr diya hu

DivyanshuYadav
Автор

107 no genreal 😭😭....ab drop lena prega

Rahgir
Автор

Bhaiya mai sach much taiyari karna chahta hu lekin mai apni 11th Puri waste kar chuka hu aur Abhi in garmiyo ki chutti me achhe se padhai start hui thi 12th ki lekin ab school khul rhe isc school me hu to chutti bhi nhi lene dete mai bahut dikkat me hu school ke sath mai manage hi nhi kar sakta Bhaiya....
Mujhe boards ke liye alg se padhna padta hai...12th ISC ke liye....
School wale chutti nhi dete ....
Ab coordination bana paya tha jee ke sath wo bhi school khulte hi nhi kar paunga 😞😞😞
Aap btao bhaiya jee ki taiyari chodu ya nhi 😞

ayushawasthi
Автор

Sir ap kuch hamare liye bata sakte hai jo drop nahi le rahe jo kisi normal tier 3 clg se btech karenge ki aage kaise consistent rahe apne kaise kiya tha etc pls bahut help hoga
And also to 25tards and 26tards best of luck inki baato ko follow karna bahut genuine hai

priyanshukumarsingh
Автор

Bhaiya mere maa bhi sabhi ke tarah result ke peeche baag rhi hai.Mereko Suicide karne ki soch aa rhi hai.Lekin mein soch par control kar rha hun.Galtiya ginva rhi hai meri maa

banuprakashgowthanaboyina
Автор

Bhaiya i can not afford offline coaching aur mas is duvidha mein hoon ki mai advance level ki preparation online kaise karu kya mai mohit tyagi sir ke channel se padhke clear sakta hoon

missionupsc
Автор

Bhai me mp board se hu Mera bhi yahi hal hai Bhai Mai bhi lakshya batch isi sal liya hu aur local board level coaching ke

SANSKAR__
Автор

Bhaiya pls hc verma ki line by line explanation kijiye rotational mechanics se wo bilkul samaj mhi aa raha

VaibhavChauhan-B
join shbcf.ru