😔very sad shayari status #sadstatus #shorts

preview_player
Показать описание

Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Sahi kha bhai aapne pehle bhout zid karti thi me par ab saber karti hu 😭😭😭

fahimansari
Автор

Zindagi pehle bhi thi aj bhi hai
Bas fark itna hai
"Pehle zid kiya krte the "
Or aj sabar 😶😞

KNDRIYAN
Автор

अर्ज़ किया हैं... | की ख्याल आता हैं हर उम्र में जुदा जुदा..
ख्याल आता हैं हर उम्र में जुदा जुदा.. पहले खिलौने इश्क़ पैसें फ़िर खुदा खुदा... | ✨🧿🩵

ptltvpatel
Автор

Ek vakt k baad har insaan badal hi jata hai bhai chahe vo kitna bhi aapna ho 😢😢

AabhaShukla-oejb
Автор

Tere Zakhm Meri Tadap Se Harre Hai ..
Meri Aankh Mein Tere Aasoon Bhare Hai 😢❤

Tokki-u-qd
Автор

देकर मेरे दिल को सुकून तड़फया क्यों, लाकर मेरे होठो पर मुस्कान रुलाया क्यों, अगर देना ही था प्यार में धोखा तो अपनाया क्यों, कितनी बेदर्दी से कह दिया की भुल जाओ, इससे तो अच्छा कह दिया होता की

alfaaaz.__
Автор

Shi kaha Yr par bahut dard hota hai 😢😢🥺🥺 aj ke time me insan kitna dard se gujar raha hai ❤️‍🔥❤️‍🔥

Nidhi_goswami_
Автор

Sab kuch badal jata h
Umr ke saat saat
Pahle
Pahle zid kiya karte the
Ab sabar karte hai

SwatiJain-gj
Автор

Sab kuch bdl jata h umr k sath eath phele zid kiya krte the abh sbhr krte h

RAMYAN
Автор

Bhai Teri baat sun kar mujhey Rona as gay😢😢

Englishconnectionlife
Автор

Hm to pahle v zid nhi krte the aur av v nhi😢😢😢😢😢

naazraza
Автор

Sab kuch badal jata hai umr ke sath sath pehle zid Kiya karte the ab sabar karte hai !❤

MrGreen
Автор

Sab kuch badal jata hai ! Umr ke sath sath !
Pahle !
Pahle zid Kiya karte the ! Ab sabar karte hai !

Defence_athlete_
Автор

Dard wohi deta hai jise haq diya jata hai,
Varna gair to dhakka lagne per bhi mafi mang lete hai🙃

ramizkhan
Автор

Sahih kaha humko Subar bhi karna padta hai aur samjhouta bhi

jawadkhan-nynd
Автор

प्यार तो हर कोई कर लेता है ..मसला तो अंत तक साथ रहने का

kumarp
Автор

Yar, wo kya jane uski yad me kitna roya hu.
😢😢😢😢
Mai use kaise btau ki Mai use aaj bhi nhi bhul paya hu
😢😢😢😢

TarunGaming
Автор

Sahi kaha apne life mai koi apna nhi hote😭😭😭

AbbasAli-fwqp
Автор

Tum mere liye zaroorat ho zaroorat ke bina zikar nahin
Me tumahare bina zikar nahin kar sakta
Kiyuki tum mere liye har cheez ho😔😞

karambag