#shorts || How to Log out Telegram Account || Telegram Account log out kaise kare

preview_player
Показать описание

Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

bhai, Mera telegram app 1 saal se accha chal Raha tha par kya hua ki, , 4din me apne aap logout hogaya aur abh open karne par otp aur password mang Raha hai mujhe password nhi pta??
udar forgot option me delete account hai.. voh daba du😢

jagdishsuthar
Автор

Ye dekho ladka ladki ka account bna rakha h 😁🤫

Laugh_Golmal
Автор

How to login to telegram after logging out telegram account??

simransirohi
Автор

Mere do mobile me id kholi hui hai to ek me delete kru to dusri me to nhi hogi

Tansukh
Автор

Ye kya btaye h aap agar kisi ke mobile me login ho to use log out kar dege to fir nahi login rahega ye btaya please biliye 🙏

jyotiprajapati
Автор

For deactivate telegram what should we do?

bokannajmsalh
Автор

Log out karne ke baad fir se... ager wahi I'd chalani ho to ... chal sakti h ya nhi

Pvt_-dr
Автор

Logout krne ke bad meri id kisi ko dikhegi ya nhi??

Kd.Motivation-tw
Автор

Wo ye .me Setting Me pichle 1.5lakh Salo se dhund Raha Tha Aaj Mila Kya Baat Hai 😂😂😂

subhambehera
Автор

Tele ki Id logg out ya delete krne k bd chats rhti h ya all clear ho jata h sab ..plz tell sir

vanshikadua
Автор

Log out karne per puri ide delete ho jate h kya jii...

acchu