First appeal ☆ appeals from orignal decrees ☆ Section 96 CPC

preview_player
Показать описание
in this video i will try to elaborate first appeal or appeals from orignal decrees described under section 96 cpc.

#First_appeal #section_96_cpc #AdvocateOnline
Рекомендации по теме
Комментарии
Автор

Thnkx sir. Really thankfull to u bcoz ksi ke b smj ni ati etna simple r clear way m koi ni smjhata 👍

ukashanaik
Автор

have you made any video on the order of appeal of cc

aizazahmedkhan
Автор

Agar kissi appilent ka dawa adam parvi per kharij ho jaey ur phir teen bar applicatin bar by time main kharij ho jaey ur juj sahi yeh likh dain badly bard by time.yani dawa kharij huway 8 sal ho chokey hain kia isk i appeal hosakti hey ya nahi

babarbhatti
Автор

Sir Mera ek sawal hai hamara case exparty hua h or wo froud kiya hai party ne uska hamare pass koi pesa nai nikalta humain case ka nai malom tha ham hazir nai hue to ab kiya hoga

aliyanujala
Автор

AOA please sir btaye ga ki agar apeal 96 chal rai ho tou petitioner jis ne apeal ki ho wo agar ..apeal lagany ki baad court mein na ayae aur adalaat ka time zayea karey tou kyaa uss ki apeal jald harij ho gi ya nai ?

daudzaman
Автор

Sir meray Abu 1976 may govt ki taraf say deputation per Saudi Arabia gaye they, karachi may meray dada ka plot khali para tha, dada nay apny 4 baray larkon ko apni zindagi may separate makan delwa deah thy, subjected plot per 4 chotay bachoon ka haq tha meray Abu nay Saudi Arabia say baqi 3 bhayon ko Un kay share ki raqam bhij WA de thee, or makan ki construction bhi meray Abu nay karwai thee, US may bhi meray cha-cha nay fraud kiya or makan complete nahi banwaya or raqam lay kar bagh gaya, meri dadi ka NIC nahi bana hoa tha is leah makan meray Abu kay name transfer nahi ho sake, mera chcha job raqam lay kar bhaga tha us say us nay apnay name say property purchase kar Lee, jab Abu nay raqam ki wapsi ka mutalba kiya to bahanay say waqat pass karta rha or sakhtee karnay per high court may jhota suit for administration file kar deya, first hearing per case consent premilery decree ho gaya, phir Abu nay suit for decoration file kiya ab both cases are connected or avidence chal rahay hain commissioner kay pass, cha-cha ki side close ho chuki hay koi bhi evidence submit nahi karwaya. Ab Abu ki evidence chal rahi hay, ish case may ab kya ho sakta hay, hum evidence record kar wain ya premilery decree kay khelaf appeal karain. Please answer Thanks
Sir I recently pass my LLB but don't have a knowledge as you have, waiting for your answer thanks.

sherazali
Автор

ڈکری کے بعد دوبارہ اعلیٰ عدالتوں میں مقدمات کی سماعت کے لئے عدالت کے لے قانون میں کوئی ٹائم فریم نہیں کہ اس کیس کا ھا ی کورٹ اپیل کا دوبارہ کتنے عرصے میں فیصلے کا اختیار ہے

saleemiqbal
Автор

Sir meri b.v ne haq Maher ka dawa decree krwa lia hai.
Haq Maher mein makan hai jis ki maliat taqreeban 30 lack se bhi ziada hai.
Laiken judge Sahb ne sarkari bay k hisab se 12 lack qimat bnai hai.
Ab main makan ni dena chahta .qimat 12 lack dena chahta hn.
Tu es Bara mein qanon kia kahta hai?

asadullah
Автор

Sir sec 12(2) yhn apply NH hoga qk yhn PR mutual consent se decree li gai h

raorajput