Humraah Full Song Lyrics | Malang | Aditya Roy Kapur & Disha Patani

preview_player
Показать описание
Presenting the lyrics of new bollywood song "Humraah" from upcoming movie Malang starring Aditya Roy Kapur, Disha Patani, Anil Kapoor and Kunal Khemu. This melodious song is sung by Sachet Tandon,music given by The Fusion Project and lyrics are written by Kunaal Vermaa.

#Humraah #Malang #AdityaRoyKapur #DishaPatani #Lyrics

Music Details

♫Song: Humraah
♫Singer: Sachet Tandon
♫Music: The Fusion Project
♫Lyrics: Kunaal Vermaa
♫Music Programmer: UpsideDown
♫Guitars: Vicky Ali
♫Recorded At AMV by Rahul Sharma
♫Mixed and Mastered by Eric Pillai (Future Sound of Bombay)
♫Assistant Engineer Michael Edwin Pillai
♫Music Label - T-Series

Humraah Full Song Lyrics

Dil Ko Jaane Ye Kya Huwa
Milke Apna Sa Tu Lagaa
Kaise Main Karun Bayaan
Tumse Ye Junoon Hai Ya Gumaan

Aise Mujhe Tum Mile, Tum Mile
Jaise Koi Din Khile, Din Khile
Jaane Kahan Hum Chale, Hum Chale
Chahe Jo Bhi Dil Kare, Dil Kare

Jis Raah, Jis Raah Bhi Jaaun
Tujhko-Tujhko Hi Chahun
Hum Raah Abse Mera Tu
Humraah Main Bhi Tera Hu
Jis Raah, Jis Raah Bhi Jaaun
Tujhko-Tujhko Hi Chahun
Hum Raah Abse Mera Tu
Humraah Main Bhi Tera Hu

Ehsaan-Mand Hai Dil Abse Ye Tera
Ye Marz Kaisa Hai, Kya Naam Doon Bataa

Koyi Jaane Na Dusra
Samjhe Tuhi Meri Zubaan
Maine Mujhsa Diwanapan
Hooo... Dekha
Na Kahin Tere Siwa

Tujhse Din Shuru Shaamein Dhalein
Ab Toh Nazar Se Bhi Na Tu Hate
Jitni Hai Fursatein-Fursatein
Dedu Sari Main Tujhe Tu Mujhe

Jis Raah, Jis Raah Bhi Jaaun
Tujhko-Tujhko Hi Chahun
Hum Raah Abse Mera Tu
Humraah Main Bhi Tera Hu
Jis Raah, Jis Raah Bhi Jaaun
Tujhko-Tujhko Hi Chahun
Hum Raah Abse Mera Tu
Humraah Main Bhi Tera Hu

Ehsaanmand Hai Dil Ab Se Ye Tera
Ye Marz Kaisa Hai
Kya Naam Du Bataa

Darr Ki Diwarein Tooti
Dil Ka Jahaan Dikha Hai
Aankhon Ne Aaj Dekha
Khwaabon Ka Aasmaan Hai
Tera Karta Hoon Shukriya

Jis Raah, Jis Raah Bhi Jaoon
Tujhko-Tujhko Hi Chahoon
Humraah Abse Mera Tu
Humraah Main Bhi Tera Hoon
Jis Raah, Jis Raah Bhi Jaoon
Tujhko-Tujhko Hi Chahoon
Humraah Abse Mera Tu
Humraah Main Bhi Tera Hoon

Ehsaan-Mand Hai
Dil Abse Ye Tera
Ye Marz Kaisa Hai
Kya Naam Doon Bata.

Follow lyricsbabes

Disclaimer-

All the Humraah Lyrics song, images, and graphics used in the video belong to their respective owners and I or this channel does not claim any right over them.

Copyright Disclaimer under section 107 of the Copyright Act of 1976, allowance is made for “fair use” for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, education and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing.”
Рекомендации по теме